MUJHE YAAD HAI LYRICS – YASSER DESAI
Mujhe Yaad Hai Lyrics by Yasser Desai is latest Hindi song sung by him. Mujhe Yaad Hai song lyrics are written by Kunwar Naveen Singh and music is given by Hitarth.
Song – Mujhe Yaad Hai
Singers – Yasser Desai
Musicians – Hitarth
Lyricists – Kunwar Naveen Singh
Mujhe Yaad Hai Lyrics
Chand alfaaz hi sahi
Kuchh kehta to hai
Yaad banke lahu mein
Tu hi tu behta to hai
Meri saanson mein rehne wale
Mujhko yeh bata
Dil ko dil se kaise
Karte hain haan judaa
Thehar sa gaya hai beeta woh kal
Woh sadiyon ke jaise mahobbat ke pal
Woh mausam tu jo badla nahi
Woh dard mere sehna
Woh khamoshi ko padh lena
Woh dil ki zubaan kehna
Kehna kehna
Mujhe yaad hai, mujhe yaad hai
Mujhe yaad hai woh chahat ke pal
Mujhe yaad hai, mujhe yaad hai
Mujhe yaad hai har beeta woh kal
Kaha-suna bhoole nahi
Bas bekhabar ho gaye
Thodi raza thoda gunaah
Aur bekadar ho gaye
Hai dil preshaan mana nahi
Judayi ki rasmon ko jaana nhi
Woh meri khushi mein khush hokar
Gale se lagana tera
Tu door raha ya paas raha
Par sath hi rehna tera
Mujhe yaad hai, mujhe yaad hai
Mujhe yaad hai woh chahat ke pal
Mujhe yaad hai, mujhe yaad hai
Mujhe yaad hai har beeta woh kal
Bin tere jee lenge
Phir chhoota yeh fitoor le chale
Teri khushi ke hi vaaste
Tujhse door ho chale
Jo humko mili hai
Woh gham ki saughatein
Iss tanha safar ki
Sab sehra sab raatein
Dil pe jo likhi hai
Har daastaan puraani
Humse jo khafa thi
Woh bheegi barsaatein
Mujhe yaad hai, mujhe yaad hai
Mujhe yaad hai woh chahat ke pal
Mujhe yaad hai, mujhe yaad hai
Mujhe yaad hai har beeta woh kal
Massage (संदेश) : आशा है की "MUJHE YAAD HAI LYRICS – YASSER DESAI" आपको पसंद आयी होगी। कृपया अपने बहुमूल्य सुझाव देकर हमें यह बताने का कष्ट करें कि Motivational Thoughts को और भी ज्यादा बेहतर कैसे बनाया जा सकता है? आपके सुझाव इस वेबसाईट को और भी अधिक उद्देश्यपूर्ण और सफल बनाने में सहायक होंगे। आप अपने सुझाव निचे कमेंट या हमें मेल कर सकते है!
Mail us : jivansutraa@gmail.com
दोस्तों अगर आपको हमारा post पसंद आया हो तो अपने दोस्तों के साथ share करे और उनकी सहायता करे. आप हमसे Facebook Page से भी जुड़ सकते है Daily updates के लिए.
इसे भी पढ़े :
- Pen Drive क्या है और कैसे काम करता है? What is Pen Drive and How its Works
- Input Device क्या है और इसके प्रकार | What is Input Device and its Types
- यूँ ही नहीं होती हैं ज़िन्दगी में तब्दीलियाँ, रोशन होने के लिए मोम को भी पिघलना पड़ता हैं !!
- Output Device क्या है और इसके प्रकार | What is Output Device and its TypesOutput Device क्या है और इसके प्रकार | What is Output Device and its Types
- Linux क्या है, इसका इतिहास और फायदे | What is Linux and What its History and Benefits